Showing posts with label Pakistani Songs Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Pakistani Songs Lyrics. Show all posts
Mujh Se Pehli Si Muhabbat Lyrics (Urdu and English) – Humera Channa, Nabeel Shaukat | Coke Studio

Mujh Se Pehli Si Muhabbat Lyrics (Urdu and English) – Humera Channa, Nabeel Shaukat | Coke Studio

Mujh Se Pehli Si Mohabbat Lyrics from Nabeel Shaukat and Humer Channa is a classic ghazal produced by Mekaal Hasan as his debut as music director. The promising musical TV show Coke Studio Season 10 has given a humble tribute to Malika-e-Tarranum, Noor Jehan with song “MUJH SE PEHLI SI MOHABBAT” all written by Faiz Ahmed Faiz. The English translation of verses is done by Zahra Sabri.

Title of Track: Mujh Se Pahli Si Muhabbat [To Love You As I Loved You Before] Artists: Humera Channa, Nabeel Shaukat
Music Director: Mekaal Hasan
Original Composer: Rashid Attre
Songwriter: Faiz Ahmed Faiz

Humera Channa & Nabeel Shaukat, Mujh Se Pehli Si Muhabbat, Coke Studio Season 10, Episode 3.


NABEEL SHAUKAT’S MUJHSE PEHLI SI MOHABBAT SONG LYRICS LYRICS – COKE STUDIO


Mujh se pehli si muhabbat
Mere mehboob na maang -x4,

Beloved, don’t ask me to love you as I loved you before

Maine samjha tha
Ke tu hai toh darakshaan hai hayaat
Tera gham hai toh
Gham-E-Dehar ka jhagda kya hai.

I had assumed that as long as I have you, life is radiant
What anguish in the world could possibly rival the anguish of being without you
Your face is what lends permanence to springtime in this world.

Teri surat hai aalam mein baharon ko sabaat,

Teri aankheon ke siwa
Duniya main rakha kya hai -x2.

Tu jo mil jaye toh
Takdeer nigoon ho jaaye
Yun na tha mainne faqat
Chaha tha yun kho jaaye.

Mujhse pehli so muhabbat
Mere mehboob na maang -x2.

Your face is what lends permanence to springtime in this world
What is there in the world except for the beauty of your eyes
If I gain you, destiny would bow down before me
It wasn’t so, I had merely wanted it to be so.

Anginat sadiyon ke taareek bahemana talism
Resham-o atlas-o kam-khaab men bunwaae huwee
Jabaja bikte huwe koocha-o bazar men jism
Khaak men lithde huwe
Khoon men nahlaae huwe.

The dark and savage enchantment of countless centuries
Woven into silk and satin and brocade
Bodies everywhere being sold in lanes and marketplaces
Caked with dirt and bathed in blood.

Lau? jaati hai udhar ko bhi nazar kya keeje
Ab bhi dil-kash hai tira husn magar kya keeje -x2,

My gaze returns here as well, what can I do?
Your beauty is still enchanting, but what can I do?

Aur bhi dukh hain zamaane men muhabbat ke siwa
Raahaten aur bhi hain wasl ki raahat ke siwa,

Mujh se pehli si muhabbat mere mahboob na maang -x5.

There are many other sorrows in this world besides the sorrow of love
There are many other delights besides the delight of union
Beloved, don’t ask me to love you as I loved you before.
Naina Moray Lyrics – Javed Bashir, Akbar Ali | Coke Studio

Naina Moray Lyrics – Javed Bashir, Akbar Ali | Coke Studio


NAINA MORAY LYRICS from Coke Studio 10 (2017): This song is sung by Javed Bashir & Akbar Ali feat. Aamir Zaki.
 The music of this song is directed by Jaffer Zaidi. And the lyrics of NAINA MORAY from Coke Studio Pakistan Season 10,
 Episode 4 are penned by Traditional.
song credit;;;

 
Song: Naina Moray
Singer: Javed Bashir, Akbar Ali, Aamir Zaki
Lyrics: Traditional
Music: Jaffer Zaidi
Music Production: Strings on Coke Studio
Javed Bashir & Akbar Ali feat. Aamir Zaki, Naina Moray, Coke Studio Season 10, Episode 4

Naina Moray Lyrics


Haan

Woh kaun aisa jo teri shakal dikha de (x3)

Ehasaan hai uska jo mujhe mujhse mila de

Haan

Ehasaan hai uska jo mujhe mujhse mila de

Naina Moray taras gaye (x2)
Aaaja balma pardesi

Naina Moray taras gaye
Aaaja balma pardesi

Mor papeha koyal bole
Mujh bir hain ka jiyera dole (x2)

Kaale badal baras gaye (x2)

Aaaja balma pardesi

Naina Moray taras gaye

Maan atkeya beparwah de naal (x2)

Us din duni de shah de naal
Haan din duni de shah de naal

Maan atkeya beparwah de naal (x2)

Ae nadiyoon paar ranjhan da thana
Kitta kaul Zaroori jana
Nadiyoon paar ranjhan da thana
Kitta kaul Zaroori jana

Minttan kara main manaan de naal
Haan minttan kara main manaan de naal

Maan atkeya soneya tere naal
Maan atkeya beparwah de naal

Naina Moray taras gaye
Aaaja balma pardesi Aaa

Dil diya yeh ek baar ki hadh thi (x2)
Jaan dedi yeh pyar ki hadh thi

Margaye hum khuli rahi aankhen

Aaan…

Margaye hum khuli rahi aankhen
Yeh tere intezaar ki hadh thi

Maan atkeya Maan atkeya beparwah de naal
Maan atkeya beparwah de naal

Naina Moray taras gaye (x2)

Aaaja balma pardesi, Naina
Ujaalon Mein Lyrics – Faraz Anwer, Faiza Mujahid | Coke Studio

Ujaalon Mein Lyrics – Faraz Anwer, Faiza Mujahid | Coke Studio


UJAALON MEIN LYRICS from Coke Studio 10 (2017): This song is sung by Faraz Anwer & Faiza Mujahid.
The music of this song is directed by Jaffer Zaidi. And the lyrics of UJAALON MEIN from Coke Studio Pakistan Season 10,
Episode 5 are penned by Adnan Ahmad.

 
Song Credits
Song: Ujaalon Mein
Singer: Faraz Anwer & Faiza Mujahid
Lyrics: Adnan Ahmad
Music: Jaffer Zaidi
Music Production: Strings on Coke Studio

Faraz Anwer & Faiza Mujahid, Ujaalon Mein, Coke Studio Season 10, Episode 5

Ujaalon Mein MP3 Song Download of Coke studio Season 10


Ujaalon Mein Lyrics

Hai shukriya ke tum mile ho humsafar ban ke
Tum se shuru hai silsile kuch naye se yeh mere

Kehkasha chehra lafzoon main ujaala
Roop roop tum mere jeene ka sahara

Doobi huyi thi yeh
Mere zindagi saari
Nafrat ke hi andheron main
Thama haath tumne
Baatoon hi baatoon main
Le aaye tum ujaalon mein

Dikh raha hai allam
Nikhre huwe manzar mann ke

Tu hi hai harsu
Hai jise asmaan pe phele taare

Kehkasha chehra lafzoon main ujaala
Roop roop tum mere jeene ka sahara

Doobi huyi thi yeh
Mere zindagi saari
Nafrat ke hi andheron main
Thama haath tumne
Baatoon hi baatoon main
Le aaye tum ujaalon mein (x2)

Main kahan se aayi yahaan
Meri jannat yehi hai
Main hun ab jahaan

Maine rab se jo bhi manga
Kisi iltejaa ko bhi
Hoyi na kabhi naa

Doobi huyi thi yeh
Mere zindagi saari
Nafrat ke hi andheron main
Thama haath tumne
Baatoon hi baatoon main
Le aaye tum ujaalon mein

Ujaalon mein…. (x10)


BOL Lyrics – Shafqat Amanat Ali Khan | Coke Studio

BOL Lyrics – Shafqat Amanat Ali Khan | Coke Studio

BOL LYRICS from Coke Studio 10 (2017): This song is sung by Shafqat Amanat Ali Khan.
 The music of this song is directed by Shani Arshad. And the lyrics of BOL from Coke Studio Pakistan Season 10,
Episode 5 are penned by Faiz Ahmed Faiz.

Song Credits
Song: Bol
Singer: Shafqat Amanat Ali Khan
Lyrics: Faiz Ahmed Faiz
Music: Shani Arshad
Music Production: Strings on Coke Studio

Shafqat Amanat Ali Khan, Bol, Coke Studio Season 10, Episode 5

Bol MP3 Song Download of Coke studio Season 10


Bol Lyrics

Bol ke labh azaad hai tere
Bol zubaan ab tak teri hai

Bol ke labh azaad hai tere
Bol ke labh azaad hai tere
Bol zubaan ab tak teri hai
Tera suthva jism hai tera
Bol ke jaan ab tak teri hai

Bol
Bol ke labh azaad hai tere
Bol zubaan ab tak teri hai
Tera suthva jism hai tera
Bol ke jaan ab tak teri hai

Bol
Bol ke labh azaad hai tere

Bol ke labh azaad hai tere (x2)

Bol zubaan ab tak teri hai (x2)

Tera suthva jism hai tera
Bol ke jaan ab tak teri hai (x2)

Ohhh ooo…

Vekh ke ahan ghar ki dukaane
Dhund hai shole surkh hai ahan
Khulne lage uff 9 ke dhayane
Phela hai ek zanzeer ka daman

Haan…

Bol yeh thoda waqt bohot hai
Jism o zuban ki maut se pehle
Bol ke sach zinda hai ab tak
Bol jo kuch kehna hai keh le

Bol ke labh azaad hai tere
Bol zubaan ab tak teri hai
Tera suthva jism hai tera
Bol ke jaan ab tak teri hai

Bol….
Ghoom Taana Lyrics – Momina Mustehsan, Irteassh | Coke Studio

Ghoom Taana Lyrics – Momina Mustehsan, Irteassh | Coke Studio

Ghoom Taana is a rendition song with its lyrics sung by force of 7 females in Coke Studio Season 10. The sweet, crystalline tone paired voice of Momina Mustehsan makes it an incredible chorus of evergreen song, following young girls from Irteassh. Also catch the ENG translation of lyrics of ghoom tana.

Album Name:    Ghoom Taana [Coke Studio S10E06]
Performers:    Momina Mustehsan, IRTEASSH
Songwriters:    Sabir Zafar, Salman Ahmad
Music Director:    Salman Ahmad
Release Date:    September, 2017

Momina Mustehsan & Irteassh, Ghoom Taana, Coke Studio Season 10, Episode 6

 

 GHOOM TAANA – COKE STUDIO SONG LYRICS – English TRANSLATION 

Tanha Aise Kyoon Bechain Phire
Jaagen Ge Zaroor Ye Bhaag Tere
Koi Jane Na Yeh Josh Tera
Koi Jane Na Junoon Tera,
Ghoom Taana Taana-naa-naana
Ghoom Taana-na-x4.
Why Do You Wander Around So Restless And Alone?
Fortune Is Sure To Smile Upon You Someday
No One Understands Your Fervour
No One Fathoms Your Passion.
Tanha Aise Kyoon Bechain Fire
Jaagenge Zaroor Yeh Bhaag Tere
Koyi Jaane Nah Yeh Josh Tera
Koyi Jaane Nah Junoon Tera.
Ghoom Tana Tana-na-nana
Ghoom Tana-na -x4.
Dil Se Dilon Ko Jeetna
Mushkil Se Na Darna
Rang Barse Ga Yahaan
Din Ho Ya Phir Raina,
#ghoom Taana Taana-naa-naana
Ghoom Taana-na-x4.
Win Hearts By Showing Love
Don’t Let Difficulties Discourage You
Joyous Colour Will Imbue Everything Here
Be It Day Or Night.
Badi Door Hai Abhi Jaana
Mayoos Na Kabhi Hona,
You Still Have A Long Way To Go
Don’t Ever Lose Hope,
Andhere Men Bhi
Viraane Men Bhi
Khile Gi Koyi Kali,
Even In The Darkness
Even In The Wilderness
A Bud Of Hope Will Unfurl.
Tanha Aise Kyoon Bechain Phire
Jaagen Ge Zaroor Ye Bhaag Tere
Koi Jane Na Yeh Josh Tera
Koi Jane Na Junoon Tera,
Tu Hi Mera Pyaar Hai
Kaise Jaane Log -x2,
Kya Kabhi Mumkin Nahi Sanjog,
Ghoom Tana Tana-na-nana
Ghoom Tana-na -x4.
How Will The World Know Of My Love For You?
Will It Never Be Possible For Us To Come Together?
Jogiya Ve Sun Meri Baat -x4,
O Wandering Mystic, Listen To Me.

 

Tera Naam Lyrics with Translation – Sajjad Ali | Coke Studio

Tera Naam Lyrics with Translation – Sajjad Ali | Coke Studio

TERA NAAM LYRICS – The multitalented artist Sajjad Ali brings a beautiful melody to the Coke Studio’s masterpiece collections. The artist also penned its lyrics demonstrating three phases of life and finding what is of supreme priority throughout a lifetime. Get meaning of “TERA NAAM”romantic song with translated lyrics by Sajjad Ali.


Album Name:    Tera Naam (Coke Studio S1E07)
Performer, Lyrics Writer, Music Director:    Sajjad Ali


Sajjad Ali, Tera Naam, Coke Studio Season 10, Season Finale



SAJJAD ALI’s NEW TERA NAAM SONG LYRICS | COKE STUDIO 

Main Ne Ik Kitab Likhi Hai
Us Kitaab Ke Pahle Safe Par
Tera Naam Tera Naam Tera Naam Likha Hai
Tera Naam -x2.

I Have Written A Book
On The First Page Of That Book
I Have Written Your Name, Your Name, Your Name.

Doosray Sadfe Pe Maine
Seedhi Saadhi Baatein Likhi
Likhi Huwi Baaton Se Bhi
Aati Hai Aawaz -x2,

On The Second Page, I Wrote Some Plain And Straightforward Words
From These Words, I Can Hear A Melody.

Main Ne Jo Aawaaz Suni Hai
Us Aawaaz Ke Pehle Suron Mein,

Tera Naam, Tera Naam, Tera Naam Suna Hai
Tera Naam -x2.

This Melody That I Have Heard…
In The First Notes Of This Melody
I Have Heard Your Name, Your Name, Your Name
Your Name.

Teesra Safa Kya Likha
Keh-kashaayen Khulne Lagi
Sadiyon Puraane Sabhi
Raaz Khul Gaye -x2,

I Had Barely Written The Third Page When Galaxies Started Opening Up
Centuries-old Secrets All Became Revealed To Me.

Mujh Pih Kaainaat Khuli Hai
Kaainaat Ke Pehle Sire Par

Tera Naam, Tera Naam, Tera Naam Khula Hai, Tera Naam -x2.

The Universe Has Been Revealed To Me
At The Very Start Of This Journey Of The Universe
I Have Discovered Your Name, Your Name, Your Name
Your Name.

Tera Naam, Tera Naam, Tera Naam Likha Hai
Tera Naam Tera Naam Tera Naam.