Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye Lyrics Gangubai Kathiawadi | Shikayat | Sanjay Leela Bhansali | Alia Bhat | Huma Qureshi | Archana Gore

Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye Lyrics Gangubai Kathiawadi | Shikayat | Sanjay Leela Bhansali | Alia Bhat | Huma Qureshi | Archana Gore
"Shikayat", nyimbo yaposachedwa kwambiri yochokera kwa Gangubai Kathiawadi imabwera panthawi yomwe amasankha zinthu zovuta ndipo amawuka chifukwa cha zovuta. ndi kulimbika mtima. Qawali wokongola uyu adapangidwa ndi Sanjay Leela Bhansali, woyimba ndi Archana Gore, wolembedwa ndi A M Turaz ndipo amaonetsa Huma Quereshi mu avatar yokongola kwambiri yomwe simungaphonye. Ilinso ndi Shantanu Maheshwari.

Music: Sanjay Leela Bhansali
Woyimba: Archana Gore
Nyimbo: A M Turaz
Choreographer: Kruti Mahesh
Wokonzera Nyimbo: Shail HadaC
Chorus Singers: Tarannum Malik Jain, Aditi Paul, Kalpana, Dipti, Ruchna, Pragti, Archana
Zowonjezera Mapulogalamu: Shivansh Kapil
Banjo & Harmonium: Pradeep Pandit
Tabla, Dholak & Percussions: Prashant Sonagra, Narendra Gangni
Situdiyo Yojambulira: Sonic Bliss Studio
Nyimbo Yosakanikirana & Yaluso: Kunal Dabholkar
Mothandizidwa ndi: Swapnish Jadhav

Nyimbo:

Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye,
Kaleja Chahiye Khud Ko Maarne Ke Liye…
Ke Ghat Maut Ke Har Din Utarna Padta Hai,
Yeh Ishq Dil Mein Meri Jaan Utaarne Ke Liye…

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Toh Phir Unko Humse Mohabbat Bahut Hai,
Suna Hai Ke Woh Tod Dete Hain Dil Toh…
Hume Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Nazar Bharke Woh Dekhte Bhi Nahi Hain,
Humare Liye Sochte Bhi Nahi Hain.
(Nahi Hain Nahi, Sochte Bhi Nahi Hain)

Guzarte Hain Hum Roz Pehlu Se Unke,
Magar Woh Hume Rokte Bhi Nahi Hain…
(Haan Rokte Bhi Nahi Hai, Haan Haan Rokte Bhi Nahi Hain..)

Suna Hai Ke Nafrat Woh Karte Hain Humse,
Hume Unki Nafrat Se Raahat Bahut Hai.

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Sheher Chahe Jeewan Ka Veeran Kardo,
Magar Dekhkar Humko Hairaan Kardo…
Bharam Aaj Bhi Hai Wafaao'n Ka Humko,
Ijaazat Hai Jaana Khataao'n Ki Tumko.

Khata Par Bhi Unki Khafa Hum Nahi Hain,
Kisi Haal Mein Bhi Juda Hum Nahi Hain…
(Nahi Hain Nahi Haa Yuda Hum Nahi Hain)

Wo Ilzaam Jitne Bhi Chahe Laga Le,
Wafadaar Hain, Bewafa Hum Nahi Hain…
(Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain, Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain…)

Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hain Milkar,
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Suna Hai Suna Hai Shikayat Bahut Hai,
Haanji Haanji Suna Hai Mohabbat Bahut Hai,
Haan Haan Haan Unki Nafrat Se Rahat Bahut Hai,
Humein Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai,
Shikayat Mohabbat Haan Rahat Bahut Hai,
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai
Suna Hai… Suna… Haa Haa Humne Suna Hai…
Suna… Suna… Suna… Hai!

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
shikayat, gangubai kathiawadi, gangubai kathiawadi songs, alia bhatt, gangubai kathiawadi real story, saregama music, huma qureshi, huma qureshi song in gangubai kathiawadi, meri jaan, dholida, jaan hai meri, maarkhayegaa, nahume gomere song, nahume gomere , chand naraz hai, jab saiyaan, bachchhan paandey, the kashmir files, jhund, a thursday, badhai do, narazgi, srivalli, saami saami, meri jaan meri jaan, raataan lambiyan, oo boleya ya oo oo bolega, shantanu maheshwari


SHARE THIS

Author:

Previous Post
Next Post