Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye Lyrics Gangubai Kathiawadi | Shikayat | Sanjay Leela Bhansali | Alia Bhatt | Huma Qureshi | Archana Gore

Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye Lyrics Gangubai Kathiawadi | Shikayat | Sanjay Leela Bhansali | Alia Bhatt | Huma Qureshi | Archana Gore
Gangubai Kathiawadi'nin son mahnısı olan "Shikayat", həyatının çətin seçimlər etdiyi və mübarizə yolu ilə yüksəldiyi bir nöqtəyə gəlir. və cəsarət. Bu gözəl Qawali Sanjay Leela Bhansali tərəfindən bəstələnib, Archana Gore tərəfindən ifa olunub, AM Turaz tərəfindən qələmə alınıb və qaçıra bilməyəcəyiniz möhtəşəm avatarda Huma Quereshi var. O, həmçinin Shantanu Maheshwari edir.

Musiqi: Sanjay Leela Bhansali
Müğənni: Archana Gore
Söz: A M Turaz
Xoreoqraf: Kruti Mahesh
Musiqi Aranjemançısı: Shail HadaC
Xor Müğənniləri: Tarannum Malik Jain, Aditi Paul, Kalpana, Dipti, Ruchna, Pragti, Archana
Əlavə Proqramlaşdırma: Shivansh Kapil
Banjo və Harmonium: Pradeep Pandit
Tabla, Dholak & Percussions: Prashant Sonagra, Narendra Gangni
Səsyazma Studio: Sonic Bliss Studio
Mixed & Mastered Mahnı: Kunal Dabholkar
Asist: Swapnish Jadhav

Mahnı sözləri:

Kisiki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye,
Kaleja Chahiye Khud Ko Maarne Ke Liye...
Ke Ghat Maut Ke Har Din Utarna Padta Hai,
Yeh Ishq Dil Mein Meri Jaan Utaarne Ke Liye...

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Toh Phir Unko Humse Mohabbat Bahut Hai,
Suna Hai Ke Woh Tod Dete Hain Dil Toh…
Hume Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Nazar Bharke Woh Dekhte Bhi Nahi Hain,
Humare Liye Sochte Bhi Nahi Hain.
(Nahi Hain Nahi, Sochte Bhi Nahi Hain)

Guzarte Hain Hum Roz Pehlu Se Unke,
Magar Woh Hume Rokte Bhi Nahi Hain...
(Haan Rokte Bhi Nahi Hai, Haan Haan Rokte Bhi Nahi Hain..)

Suna Hai Ke Nafrat Woh Karte Hain Humse,
Hume Unki Nafrat Se Raahat Bahut Hai.

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Sheher Chahe Jeewan Ka Veeran Kardo,
Magar Dekhkar Humko Hairaan Kardo...
Bharam Aaj Bhi Hai Wafaao'n Ka Humko,
Ijaazat Hai Jaana Khataao'n Ki Tumko.

Khata Par Bhi Unki Khafa Hum Nahi Hain,
Kisi Haal Mein Bhi Juda Hum Nahi Hain...
(Nahi Hain Nahi Haa Juda Hum Nahi Hain)

Wo Ilzaam Jitne Bhi Chahe Laga Le,
Wafadaar Hain, Bewafa Hum Nahi Hain...
(Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain, Haan Haan Bewafa Hum Nahi Hain...)

Suna Hai Ke Woh Bhool Jaate Hain Milkar,
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai.
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.

Suna Hai Suna Hai Shikayat Bahut Hai,
Haanji Haanji Suna Hai Mohabbat Bahut Hai,
Haan Haan Haan Unki Nafrat Se Rahat Bahut Hai,
Humein Tootne Ki Bhi Aadat Bahut Hai,
Shikayat Mohabbat Haan Rahat Bahut Hai,
Humein Unki Yaadon Ki Daulat Bahut Hai
Suna Hai... Suna... Haa Haa Humne Suna Hai...
Suna... Suna... Suna... Salam!

Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.
shikayat, gangubai kathiawadi, gangubai kathiawadi mahnıları, alia bhatt, gangubai kathiawadi real hekayəsi, saregama musiqisi, huma qureşi, gangubai kathiawadidə huma qureşi mahnısı, meri jaan, dholida, jaan hai meri, maarkhayegaa, jhumina go, dhokari , çand naraz hai, jab saiyaan, bachchhan paandey, the kashmir files, jhund, a thursday, badhai do, narazgi, srivalli, saami saami, meri jaan meri jaan, raataan lambiyan, oo boleya ya oo oo bolega, şaniu


SHARE THIS

Author:

Previous Post
Next Post