Showing posts with label Pakistani Songs Lyrics. Show all posts
Showing posts with label Pakistani Songs Lyrics. Show all posts
Be Fiqriyan Full Official Video Song Lyrics by Aima Baig Lahore Se Aagey Pakistani New Songs 2017

Be Fiqriyan Full Official Video Song Lyrics by Aima Baig Lahore Se Aagey Pakistani New Songs 2017



 

Pakistani New Song 2017 by Aima Baig 'Be Fiqriyan Lahore Se Aagey Full Official Video Song Aima Baig

Be Fiqriyan Lyrics From Latest Pakistani Movie Lahore Se Aagey. It Is Best Track. Giving Us A Message To Through Out Our Tensions. The Song Is Sung By Aima Baig And Music Composed By Shiraz Uppal. Lyrics Are Penned By Shakeel Sohail. Starring Saba Qamar And Yasir Hussain.


A Pakistani Comedy Film Lahore Se Aagey Is Directed And Produced By Wajahat Rauf. Featuring Yasir Hussain, Saba Qamar And Others. Releases On 11 November 2016.

Singer: Aima Baig
Music: Shiraz Uppal
Lyrics: Shakeel Sohail
Label: ARY Films
Duration: 04:16

Be Fiqriyan Lyrics
Zindagi Ye Zindagi
Hai Maze Ki Zindagi
Har Ghadi Tumhari Hai Jee Lo

Par Phela Ke Dekhlo
Baadalon Ki Raah Ko
Hai Zameen To Aasmaan Bhi To

Zindagi Ye Zindagi
Hai Maze Ki Zindagi
Har Ghadi Tumhari Hai Jee Lo

Par Phela Ke Dekhlo
Baadalon Ki Raah Ko
Hai Zameen To Aasmaan Bhi To

Choro Sare Jhamele
Yeh Uljhano Ke Mele
Aisa Karo Ke Muskuraaye Jahaan

Be Fiqriyaan Dil Mein Hain Befiqriyan
Be Fiqriyaan Dil Mein Hain Befiqriyan (x2)

Naye Naye Raaste, Hain Sitaaron Se Pare
Bethe Bethe Yunhi Na Chhulo
Peeche Na Hi Dekhna Naa Kaheen Theherna
Jaao Ke Dishaaon Ko Chhu Lo

Naye Naye Raaste, Hain Sitaaron Se Pare
Bethe Bethe Yunhi Na Chhulo
Peeche Na Hi Dekhna Naa Kaheen Theherna
Jaao Ke Dishaaon Ko Chhu Lo

Kal Ka Din Kya Le Aaye
Yeh Gham Bhi Na Sataaye
Koi Lagan Ho Koi Tum Ho Jawaan

Be Fiqriyaan Dil Mein Hain Befiqriyan
Be Fiqriyaan Dil Mein Hain Befiqriyan (X2)

Baaton Baaton Mein Banenge Fasaane
Aankhon Aankhon Mein Se Neend Uraa Le
Aise Jhoome Aise Ghoome Deewane Yahan

Be Fiqriyaan Dil Mein Hain Befiqriyan
Be Fiqriyaan Dil Mein Hain Befiqriyan (X2)
New Pakistani Song Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Apni Kahani Kesy Kahein Gy Lyrics Sad Song

New Pakistani Song Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Apni Kahani Kesy Kahein Gy Lyrics Sad Song

Dil-E-Umeed Tora Hai Kisi Ne Apni Kahani Kesy Kahein Gy Lyrics 

 
29-09-2014, 01:29 PM

Dil-E-Umeed ToDa hai kisi ne
sahara de ke ChoDa hai kisi ne

na manzil hai na manzil ka nishaaN hai
kahaN pe la ke choDa hai kisi ne

maiN un sheesha garooN se pochta hooN
ke toota dil bhi jooDa hai kisi ne

qafas ki teeliyaaN rangeen kyuN haiN 
yahaN pe sar ko phoDa hai kisi ne

chaman meiN bakhuda shabnam nahi hai 
yahaN damman nichora hai kisi ne

hai dewanoo ko zanjerooN se nesbat
yeh rishta bhi khoob joDa hai kisi ne

mohabbat meiN mujhe barbaad kar ke
lahuu dil ka nichooDa hai kisi ne

bhaRi meHfil meiN majnu ne pukara
meri laila ko dekha hai kisi ne...!!

Apni kahani kesy kahein gy
Apni kahani kesy kahein gy

Dil e umeed torra hai kisi ny
Dil e umeed torra hai kisi ny
Dil e umeed torra hai kisi ny
Dil e umeed torra hai kisi ny

Apni kahani kesy kahein gy
Apni kahani kesy kahein gy
Apni kahani kesy kahein gy
Apni kahani kesy kahein gy

Na manzil hai na manzil ka nishan hai
Na manzil hai na manzil ka nishan hai
Na manzil hai na manzil ka nishan hai

Kahan py laa ky chorra hai kisi ny
Kahan py laa ky chorra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny
Dil e umeed torra hai kisi ny

Qafas ki teeliyan rangeen kiun hain
Qafas ki teeliyan rangeen kiun hain
Qafas ki teeliyan rangeen kiun hain

Yahan py sar ko phorra hai kisi ny
Yahan py sar ko phorra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny

Shab e gham ki sahar nahi hoti Ho bhi to mery ghar nahihoti

Zindagi tu hi mukhtasar hoja
Shab e mukhtasar nahi hoti

Main oonchi shaajron sypochta hon
Main oonchi shaajron sypochta hon
Main oonchi shaajron sypochta hon

Ky toota dil bhi jorra hai kisi ny

Dil e umeed torra hai kisi ny
Dil e umeed torra hai kisi ny

Apni kahani kesy kahein
Apni kahani kesy kahein
Apni kahani kesy kahein

Piyar ki aag mein jalty rahein
Piyar ki aag mein jalty rahein

Apni kahani kesy kahein
Apni kahani kesy kaheinaaaa... aaaaaaaaa... Apni kahani kesy kaheinaaaa... aaaaaaaa... Apni kahani kesy kaheinaaaa... aaaaaa... aaaApni kahani kesy kahein...!!!


#dileumeedtorahaikisine
#ost
#pakistanidramasong
#dramaost
#saddramasong
#bestost
#lyricssong
#completeurdulyrics
#sahardekechorahaikisine
#arslankhalil


***s U B S C R I B E***
Https://www.youtube.com/channel/ucatt...
___________________________________

Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Lyrics,
Dil E Umeed Tora Hai,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Novel,
Dil E Umeed Tora Hai Whatsapp Status,
Dil E Umeed Tora Hai Gana,
Urdu Ghazal,
Heart Touching Pakistani Song With Urdu Lyrics,
Dil E Umeed Tora Hai Ghazal,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Ghazal,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Gulaab,

Dil E Umeed Tora Hai Poetry In Urdu,


Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Instrumental,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne In Urdu,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Lyrics In Urdu,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Lyrics In Hind,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Poetry In Urdu,
Arslan Khalil,
Arslan Khalil Vlogs,
Lyrics Song,
Complete Urdu Lyrics,
New Song 2020,
Dil E Umeed Tora Hai Keg Si Ne Song,
Dil E Umeed Tora Hai Kisi Ne Qawali,
Dil E Umeed Tora Hai Ksi Ne Ost,



• To The Owner: If You Don't My Video And Don't See It On Youtube Please Mail Me On Arxlankhalil@gmail.com I Will Respectively Delete This Video From Youtube


Copyright Disclaimer Under Section 107 Of The Copyright Act Of 1976, Allowance Is Made For “fair Use” For Purposes Such As Criticism, Comment,
News Reporting, Teaching, Scholarship, Education And Research. Fair Use Is A Use Permitted By Copyright Statute That Might Otherwise Be Infringing.
Music In This Video
Learn More
Song
Dil-e-umeed
Artist
Asif Ali Santoo
Licensed To Youtube By
Bquate Sac; Audiam Canada, Audiam (Publishing), And 5 Music Rights Societies

Kalabaaz Dil Hai Bery Lyrics Full Video Song Aima Baig Live Performance Lahore Se Aagay Movie 2016

Kalabaaz Dil Hai Bery Lyrics Full Video Song Aima Baig Live Performance Lahore Se Aagay Movie 2016

Kalabaaz Dil Hai Is A Dance Item Number Song From Pakistani Movie Lahore Se Aagey (2016) Sung By Aima Baig And Music Composed By Shiraz Uppal While Lyrics Are Penned By Shakeel Sohail. Featuring Saba Qamar, Yasir Hussain, Mubashir Malik And Others.

Lahore Se Aagey Pakistani Movie Directed And Produced By Wajahat Rauf And Written By Yasir Hussain. Starring Yasir Hussain, Saba Qamar, Mubashir Malik, Rubina Ashraf, Behroze Sabzwari.

Releases On 11 November 2016.

Singer: Aima Baig
Music: Shiraz Uppal
Lyrics: Shakeel Sohail
Song Duration: 04:56

Kalabaaz Dil Hai Lyrics

 

Nadaan Kiya Dhoonde Hai Tu Akhbaar Main
Har Cheez To Bikti Naheen Bazaar Main
Hans Ke Agar Ik Baar Tu Jo Maang Le
Dil To Hai Kia Jaan Waar Doon Main Pyaar Main

Phande Hain Teri Yeh Baaten
Hain Jaal Yeh Zulf Ki Raaten
Mujh Ko Nahi In Main Tu Lagna
Rakh Husn Ki Yeh Soghaaten
Mere Liye Kaafi Hain Jo
Paaya Hai Daghaa…

Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kisi Ki Wafa Pe.. Haayeee
Kisi Ki Wafa Pe Koi Aur Mare…

Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe

Kalabaaz Dil, Kalabaaz Haayeee
Kalabaaz Kalabaaziyaan
Kalabaaz Dil, Kalabaaz Dil

Marta Hai Zamana (Pagal Hai)
Phirta Hai Deewana (Mushkil Hai)
Yeh Dhaar Taar Nazren Kataar Saiyaan..

Qisse Bante Hain (Jhoote Hen)
Sikke Girte Hain (Khote Hen)

Yun Maar Par Taane Na Maar Saiyaan

Ho Ik Baar Tujhe Parkha Hai
Wo Rang Tera Dekha Hai
Ho Gud Jesa Jo Meetha Hai
Wo Zehar Bhi To Chakha Hai

Teri Chakkiyon Men Main To
Aane Na Laga..

Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe
Kisi Ki Wafa Pe.. Haayeee
Kisi Ki Wafa Pe Koi Aur Mare

Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen

Katra Ke Na Jaiyo (Jane De)
O Mujhe Apna Banaiyo (Rehne De)
Tu Shaam Shaam Ab Thaam Thaam Baiyaan..

Main Mast Bhri Hoon (Banti Hai)
Tera Naam Jadi Hoon (Ghalti Hai)
Mere Yaar Yaar Main Haar Haar Gaiyaan

Tu Ek Hawa Ka Jhonka
Ur Jaaye Mile Jab Moqa
Dawa Jo Kare Chahat Ka
Dhoka Hai Sarasar Dhoka

Jahan Main Hoon Chor Meri
Sahi Hai Jaga

Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen

Meri Bebasi Pe.. Haayee
Meri Bebasi Pe Koi Ghor Kare..

Kalabaaz Dil Hai Bery Jane Kia Kahen
Qadar Jo Na Jaane Us Ke Peeche Hi Rahe

Dagha Baaz Dil Hai Tera Baaten Tu Kare
Kadar Bewafa Ki Yaara Teri Kia Karen


Music director: Shiraz Uppal Singer: Aima Baig & Jabar Abbas
Lyricist: Shakeel Sohail
Choreographer: Wahab Shah
Wardrobe: Nomi Ansari for Saba Qamar & Muneeb Nawaz for Yasir Hussain
Art Direction: Fayakun Creatives
CoProduced by Jerjees Seja and Asfand Farouk
Executive Producer: Salman Iqbal
Directed & Produced by Wajahat Rauf
Releasing on 11th Nov 2016
Tags
Kalabaaz Dil, saba qamar, lahore se aagey, lahore se aagey songs